Friday, January 15, 2010

# 6 Hum jo taarik rahoN main maare gaye

Hum jo taarik rahoN main maare gaye
naarsai agar apni taqdeer thee
teri ulfat to apni he tadbeer thee
kisko shikva hai agar shouq ke silsiley
hijr ki qatal_gahooN se sab ja miley
qatal_gahooN se chun kar humarey alum
aur niklaiN gaiN usshaq ke qafley
jin ki raah-e-talab se humarey qadam
muKhtasar kar chaley dard ke fasley
kar chaley jin ki Khatir jahaaN_geer hum
jaaN gaNva ke teri dilbaree ka bharam
hum jo tareek rahooN main marey gaey (Faiz)*

If not to reach you was our fate
but to love you was our accord
So who complains if these matters of desire
brought me to death cell of (eternal) isolation
From same death cell holding up distinct flags,
new caravan of lovers will emerge
Their ardent desire made (my) steps
to shortened the distances of sorrow,
it’s because of them that we ruled the world,
By sacrificing life we entertained your heart
we who died in the darker lanes.

Monday, January 4, 2010

# 5 Ho na ho apne qabile ka bhi koi lashkar

Ho na ho apne qabile ka bhi koi lashkar
muntazir hoga andheron ki faseelon ke udhar
unko sholoN ke rajz apna pata to dain ge
kher hum tuk na pauncheN bhi, sada to dain ge
dur kitni hai abhi subah bata to dain ge


If no one but at least one army of our tribe
would be waiting on other side of walls of darkness (for us)
we will send them message by (making) noisy flames
they may not be able to reach but will call us
how far is dawn (for sure they) will tell us